Top Ad unit 728 × 90

HOW TO ROOT ANDROID

Root All Divices Samsung/Motorola/LG etc 


Assalam O Alaikum Freinds "PakCorner786.blogspot.com" Me Aap sab ko wellcom krte hein Aaj ka topic Aik important Topic He. Is Se Aap ko Kafi Had tak information mil jaygi Me Koshish krunga Jitna Aap ko smjha skta hun Smjha dun.. Aaj Ka Topic he "Root"  ...Aaj is k bare me hm janege k ye root kya he our Kis trhan Aap apna mobil Root Kr Skte hain .King Roit se aap Her Divec root kr skte hain...

What  Is Root / Root Kya Hota He ???


Root Basically Mobil ka administer bn jana hota he ... In short aap Ye Smjh len k  Jo Smart Phon Ya Android Mobil Hote Hain Jb Wo Company Ki Taraf Se bn Kr Aate hain to  Un me kch Features Kch Cheezen Restricted Hoti Hen  Jinhen Hm Accuss nahi kr skte Sirf Administer hi Usy Accuss kr skte hain Root Krne k baad Hm un Tamaam features ko Accuess kr skte hein " Root k baad aap Third Part Apps Use kr skte hain Without Root aap system files yani jo mobil ki apni apps ya files hain usy aap nahi remove kr skte na us k sath koi cher chaar kr skte hain but after roit aap mobil ki apni apps me bhi rad o badal kr skte hain Bus Youn Smjhen K Roit k baad Ab Pure Mobil Aap k Contriol me ho gya he .


Root Advantages

  • Root Mobil se aap jo cahe marzi kr skte hain ager kch android k bare me info he to ul (change) Change kr skte hain
  • Aaj kal Aap ne dekha hoga k mobil me pehle se kch apps intall hoti hain Aap unhe Jo k phone memory gherti hain un ko aap uninstall kr skte hen our Play store me kch advance apps rooted mobils k lea he sirf jo aap ko mobil ko high advance bnati hain un apps ko aap use kr skte hain Istrhan trhan ki apps is lea hoti he only root k lea kyon k rooted mobil All Permission Accuss Allow krte hain.
  •  Root ka Aik boht bara faida ye he k is se aap Ki battry timing boht brh jati he..our Procceser speed bhi up ho jati he.

Disadvantages Of Root

  • Root krne se Aap k mobil ki warranty khtm ho jati he.
  • Root krne se aap k mobil ki security protection bhi khtry me pr jati he Mtlb root se pehle aap k mobil me antiirus protection apps hoti hain jo k aap k mobil me virus nahi aane deti...root k baad kisi waqt bhi aap k mobil me virus aa skta he us ki safty aap ne khud krni hogi.
  • Root krne k dooran kbhi kbhi phon dead bhi ho jata he Lakin ager Sb instrution follow kr k root kren to Koi problm Nahi hota..

How To Root Android 


  • Android Mobil Ko Root  Krne K lea Kingroot App download Kren 

         
              [Kingroot App Download ]

  •  Instaall Kren mobil me .
  • Ab kingroot open kren aap ko screen per root check nazar ayga us per click kren ager aap ka mobil root nahi he to root ka option zahir hoga Aap Root Per Click Kren.
  • Ab Aap kch Dair wait kren jb tak aap ka mobil root ni ho jata root hone me 10 minut lg jate hain is lea root process k doraan wait krna prta he is doraan aap ka mobil reboot bhi hoga dont worry Dehan rahe k Aap k mobik ki battry 70 ya 80 % honi chahiye charging low per Root nahi hoga...
  • Ab kch hi dair me aap ko "Congradulatiin" ka Mesg apera hoga To Smjhen Aap ka Mobil Root Ho Gya he .

Posted by Sabir Shehzad



HOW TO ROOT ANDROID Reviewed by Unknown on जुलाई 14, 2017 Rating: 5

कोई टिप्पणी नहीं:

All Rights Reserved by Pak Corner © 2014 - 2015
Designed by JOJOThemes

संपर्क फ़ॉर्म

नाम

ईमेल *

संदेश *

Copyright @ 2017 Powered by Pak Corner. Blogger द्वारा संचालित.