Poetry 2017
Urdu Poetry 2017
Labon Pe Apny Jo-E-Taab Na Laya Kar
Ye Tera Imtehan He Issy Hansi Main Na Urraya Kar
Wo Khamir Is Qabil Nahi He Ky To
Barshon Main Is Ky Gharondy Bnaya Kar
Raz Dari Ki Bat He Ye Agr Tu Samajh Jaye
Kha Mkha Har Baat Ko Hawa Main Na Urraya Kar
Pehly Kam Zarbain Dil Pe Lagi Hain Kia
Tu Yun Berukhi Sy Na Mera Dil Jalaya Kar
Khamshi Si Qun Pheli He Har Semt
Tu Yun Beqarari Si Dil Main Na Barrhaya Kar
Kia Kehny Tery Jazbon Ki Aan Baan Ky
Tu Mery Samny To Kisi Or Ka Na Hoya Kar
Bahaar Ka Mosum He Kiran Ranginiyon Main Kho Ja
Patherdil Logon Kazikar Na Kia Kar
- Created By Sabir Shehzad
Poetry 2017
Reviewed by Unknown
on
अगस्त 03, 2017
Rating:
कोई टिप्पणी नहीं: