LEMON - BENIFITS OF LEMON
Assalam O Alaikum Dosto PakCorner Me Khush Aamdeed Umeed He Aap Sb Khairiyet se honge Lemon k Bare Me To Shayad sb Jante Honge k ye kya he Q k Shayad ye Her Gher Me use Hota he Lemon ka istmaal ab ziada ter Khano me hota he Is k bgair Khane me wo Suwaad ni hota jo hona chahiye Lemon Ziaqe me khatta zrur he Per Faide me boht Boht Ziada Meetha he .. Ji han Lemon k istmaal k boht Ziada Faide hain Aaj hm kch Khaas Faide btaynge jo hme lemon se hote hain
LEMON K FAIDE L
EMON K BESHUMAAR FAIDE HAIN UN ME SE CHAND HM AAJ AAP SE SHARE KREN GE- Lemon Jild ko Ter O Taza krta he is ka jouce peene se Ya lemo paani peene se Jild per Musbat Asraat Murattab hote hain. Ise Jild per Direct Malne se bhi Jism ko Nash o numa milti he Nurm mulaim our Dhagh dhabbe door krta he.
- Vitamin c koat-e-Mada fiat ko brhaane me boht Ahmiyat ka hamil he lemon se hme Vitman c milta he jis ki miqdaar lemon me 55% he .
- New research se k mutaabik Lemon me Aik khaas kism ka murakkab paya jata he jo Jiger ki safai krta he lemon motapa bhi khtm krta he lemon ka aik glass rozana istmaal aap ko fit rakhta he Fazal mada jism se khaarij krta he .
- Lemon me potashium bhi paya jata he jo k hme kayi amraaz se bchata he our Aisaabi nizaam ko bhi behter bnata he .
- Lemon paani peene se hmare Gake ko bhi faida hota he Halka garm paani ho us me neemo ka ras milayn kr piyen to Aap ka gla bhi saaf ho jayga..
- Lemo me Aise Ajza Paye jate hain jo k Arthroits ko brhne nahi dete Arthorits joron k dard ka baes bn jate hain .
- Aaj kal Ankhon k gird boht ziada logon k halke paye jate hain in ko khtm krne k lea bhi lemon ka istmaal kia jata he.
- Siger noshi our diger muzir cheezon ki waja se hmare jism me khalion ki kmi ho jati he lemon khalyon ki bahali me bhi madad krta he.
To Dosto umeed he Aaj ka article aap ko boht pasand aya hoga mene puri koshish ki k jo mere ilm me he me wo aap se share krun Aaj ka article kesa lga Hme zrur btayega Niche coment box me..
Posted By Sabir Shehzad
LEMON - BENIFITS OF LEMON
Reviewed by Unknown
on
जुलाई 25, 2017
Rating:
कोई टिप्पणी नहीं: